Shayari

Wednesday, April 23, 2008

कई हसरतें शाम से जल जाती है........
हम शराबो की तरह शान से जल जाते है.......
शमा जलती है जिस रात में नुमाइश के लिए...........
हम उस रात में गुमनाम से जल जाते है.........
जब भी आता गईं मेरा नाम तेरे नाम कि साथ,
न जाने लोग क्यों मेरे नाम से जल जाते है...........


किसी की याद मे दिल तड़पता क्यों हैं,
आख़िर ये दिल किसी से मोहब्बत करता क्यों हैं.....
अगर मिले खुदा तो पूछूँ उस से,
तू इस जिस्म मे "दिल" रखता क्यों हैं


ज़रूर किसी ने दिल से पुकारा होगा
एक बार तो चाँद ने भी आप को निहारा होगा
मायूस हो गए होंगे आसमा कि सितारे
जब खुदा ने आप को ज़मीं पे उतारा होगा.


अगर हम न होते तो ग़ज़ल कौन कहता,
आपके चेहरे को कमल कौन कहता
यह तो असर हैं हमारी मोहब्बत का
वरना उस कब्रिस्तान को ताजमहल कौन कहता.


प्यार किया तो कहा गरीबी अमीरी देखी..
बस तुम्हे देखा और होश गवां बैठे..
दुनिया ने पूछा कौन हो तुम और
हम बदहवासी में उन्ही का नाम बता बैठे.


न मुकाम याद रखना न पैगाम याद रखना,
आरजू बस इतना हैं की हमारा नम याद रखना,
क्योकि लोग बिछङ जाते हैं यादें रह जाती हैं,
कुछ नही बस बातें याद रखना.


tum baatey yaad rakhne ki kehtey ho..
humein to lamhe tak yaad hain..
bus pal hain ki gujartey hi nahi..


Hasino ka kafila Majid ki aur ja raha tha,
humne wapas bula liya,
hum to barbad ho chuke,
khuda ko barbad hone se bacha liya.


rok leta in lamho ko bhi mai magar,
tumne chaha hi nahi chahne walo ki tarah


tujhe bhulne ki koshish to bahut ki,
par koshish nakam hoti hai,
ab to khuda se yahi duaa karta hu,
ki meri yaddasht chali jaye.


socha nahi tha tere pyar me itna doob jayege
chahkar bhee tujhe bhool na payege
zindagi me kabhee dil se pukarna
aasmaan par bhee hoonge to utar kar chale aayege.


chand to aakela hai aasman par,
ret me chand banane me waqt lagta hai,
aandhere me to karib aakar baith jate ho,
roshni me najdikiya badane me waqt lagta hai.


aankhon ne dekha dil ne dua di,
hamne ishk ki kimat chuka di,
ak hi kami thi tajmahal me,
hamne teri taswir laga di.


Waqt be-waqt ko bhi noor kar deta hai,
chote se zakhm ko naasoor kar deta hai,
waqt or ishq ke fande na fasna yaaro,
ye bahot khaas ko bhi door kar deta hai.


ye dil bhi sala ada hua hai bachcho ki tarah jid par,
ya to sab kuch chahiye ya kuch nahi.


Ye dil Bhi falak se kam nahi
Ek farmayeesh puri ki nahi ki dusri haazir


yun to jahaan me sab karte hai daava nazar hone ka,
mere dil me jo jhank sake mujhe us nazar ki talaash hai......


Wo bachcho ki tarah khelte rahe mere dil se
Hum fir laut aaye bekhabar manzil se


wakt ki anch se pathar b pighal jate hai,
kehkahe toot kar ashko me bikhar jate hai,
zindgi bhar kon kiska sth nibhata hai,
samay k sath dost b badal jate hai


zindagi me bat hi kuch esi hui ki jeene ki hasrat na rahi,
jise chaha use pa na sake or jo mila usse mahobbat na hui.........


andaj aapna aaine me dekhte hai wo,
aur ye bhi dekhte hai ki koi dekhta na ho.

0 comments:

Related Posts with Thumbnails

Recent Comments